Nakaam si koshish kiya karte hain


Nakaam si koshish kiya karte hain,
Hum hain ki unse ulfat kiya karte hain,
Kudrat ne takdeer mein ek tuta tara nahi likha,
Aur ek hum hain ki chand ki aarzu kiya karte hain

Post a Comment

0 Comments