Woh De Raha Hia Dilase To Umar Bhar Ke Mujhe,
Bichhad Na Jaaye Kahin Phir Udaas Karke Mujhe,
Jahan Na Tu Na Teri Yaad Ke Qadam Honge,
Dara Rahe Hai Wohi Marhale Safar Ke Mujhe,
Ye Chand Ashq Bhi Tere Hai Sham-E-Gam Lekin,
Uljahne Lage Hai Abhi Khal-O-Khad Sahar Ke Mujhe,
Dil-E-Taba Tere Gam Ko Taalne Ke Liye,
Suna Raha Hai Fasane Idhar Udhar Ke Mujhe,
Qaba-E-Zakhm Badan Par Saja Ke Nikla Hoon,
Wo Ab Mila To Dekhega Aankh Bhar Ke Mujhe,
Kuch Isliye Bhi Main Usse Bichhad Gaya Mohsin,
Wo Door Door Se Dekhe Theher Theher Ke Mujhe...

0 Comments