Khizaon ki udaasi hai jo ab tuk dil pe chaai hai,
bahaaron ka haseen mausam kaheen se saath lana tum
yeh mana aur bhi tumko jahan mein hain bohot se gham,
magar duniya ke mailon mein hamein mut bhool jana tum
mere ishaa'ar hain jitnay tumharey naam kurta hoon,
ghazal meri suno jab bhi ghazal mein doob jana tum
agar tum se kabhi koi mere baarey mein poochey tou,
faqat itni si khuwahish hai mujhey apna batana tum
koi jab alwidaayi mausamon ka zikr chaiday tou
nami aankhon mein mut rakhna hamesha muskurana tum!!

0 Comments