Dil ki dunia ko fana nahi karte

Dil ki dunia ko fana nahi karte
Zindagi kyun saza nahi karte

Youn nahi hota haan kyun nahi hota
Is tarah fasila kia nahi karte

Silsilay tooray jate nahi aesay
Jism jaan se juda nahi karte

Rooshni qaaid kar lain hatoon main
Aesi khuwahish kia nahi karte

Khud bhi hum ko yaqeen nahi apna
Aap se hum giela nahi karte

Lamha lamha aazab main hia magar
Aab tu koi duaa hum nahi karte

Post a Comment

0 Comments