Sawaal Kya Jawaab Satatey Hain


Muhabbaton Ke Azaab Satatey Hain
Sawaal Kya Jawaab Satatey Hain

Manzil Ki Chaah Agar Na Rahey To Phir
Tamaam Rasta Saraab Satatey Hain

Band Aankhon Say Jagtey Hain Hum
Khuli Aakhon Khwaab Satatey Hain

'Tanha' Inn Ka Bhala Kya Shumaar Ho
Yahan Log To Be-Hisaab Satatey Hain …!

Post a Comment

0 Comments