Agar tum dil ki sunoo gaye tu haar jao gaye,



Agar tum dil ki sunoo gaye tu haar jao gaye,

Hum jaisa piyar phir kahan paao gaye,

Jaan dainey ki baat tu har koi karta hai,

Zindagi bananey wala kahan se laao gaye,

Jo ek nazar daikhoo gaye tum hamain,

To har taraf sirf hum hi ko paao gaye,

Yaqeen apni mohabbat pe itna hai,

Mujh ko meri chahat ko daikho gaye tu lout aao gaye!!

Jo meri aankhoon ke samandar main doob gaey tu,

Kahin jana bhi chaho gaye tu ja na paao gaye,

Agar tum dil ki sunoo ge tu haar jao gaye.

Post a Comment

1 Comments