apni ankhon sa aik ajnabi pa mrta daikho,
~ma aise hi tanhai me nhi roya kerti,
aao mare angan ko baharon main ujarta daikho,
~kis qadar pyar se hawaon ne chua tha jissay,
aao us phool ko baharon main bekharta daikho,
~yun na samjho gay mare shiddat e jazbat ko N.N,
meri raton ko bas tanhai main guzarta daikho,
0 Comments