Dard ko dikhaya sunaya nahi jaata


Dard ko dikhaya sunaya nahi jaata 
dard ko basaaya ginaya nahi jaata


gham samajhne waale hote sab nahi
gham ko gham se hasaaya nahi jata


gham se gham kabhi hota kum nahi
badhaane ke lie ye badhaaya nahi jata

Post a Comment

0 Comments