unko aata hai khafaa ho jaana


unko aata hai khafaa ho jaana
par hamko aata nahiN manana

bethe rehte haiN ham apni jaga
beet jaata hai yuN ik zamana

dil maiN kahiN na kahiN 
koi to khala rehti hai

kyouN bicharr gaya hai koi
hamko beintaha chahne wala

Post a Comment

0 Comments