Tujhay kya khabar teri yaad nay


Tujhay kya khabar teri yaad nay 
mujhay kaisay kaisay sata dia 

Kabhi khalwaton mai hansa dia 
kabhi mehfilon mai rula dia 

Tere ishq mai kabhi youn hoa k 
namaz apni qaza hoi 

Teri aarzoo nay kabhi kabhi 
mujhay mere rab say mila diya

Post a Comment

0 Comments