khamosh lehjy main mare humdam
kabhi bola nahin karte
dard e gham ko hr kisi k
samne khola nahin karte.
muhabbat to muhabbat ha,
bari anmol hoti hai
muhabbat ko tarazo main
kabhi tola nahin karte.
mare khamosh rahne par
koi ilzam mat dena,
samandar to samandar hain
kabhi bola nahin karte
0 Comments