Jab kaanch uthane parh jayen
tum haath hamara le jana
Jab kaanch uthane parh jayen
tum haath hamara le jana,
Jab khud ko tanha pao tou
tum saath hamara le jana,
Jab samjho jeet muqaddar hai
aur raste hain dushwar bohat,
Na chahte b tum keh dena
be-baak sahara le jana,
Jo bazi ab tum jeetogay
jo manzil ab tum paogay
phir chaho to ye keh dena,
k manzil thi maqsood muje
Kab saath hamara choota hai
ek muskurahat de jana,
Tm jaan hamari le jana
jab kaanch uthane parh jayen,
Tum haath humara le jana...♥
0 Comments