jab dil tumhara apna ho
per batain sari us ki hoon
jab khusbo us ki ati ho
aur sansain tumhari apni hon
jab hadd darja masroof ho tum
wo yaad achanak aye tu
jab ankhain neend say bojhal hon
tum us ko pass hi pao tu
phir khud ko dhoka mat daina
or us say jaa kar kah daina
haan dil ko muhabat hai tum say
0 Comments