Woh gir gaya jo unchayoun kay sath raha
Ajeb sakhsh tha parchayoun kay sath raha
akela us ko dekha nahi kisi naye kabhi
woh jis jagah raha ruswayiuon kay sath raha
Bora Samjh thye raye log us ko basti main
tamam umar jo achchayoun kay sath raha
ajeb roh thi parvaz kar gaye lakin
badan to muarka arayioun kay sath raha
karta tha hai jis saye mohabat wo mil na saka
karta bhi kya us ki yadoon kay sath raha
ghar garibon kay lotya gaye jalaye gai maga
amir-e-shar bhi dangayioun kaye sath raha
kar diya barbad meri duniyoun ko us naye
jis kaye liye wo dunya say ladta raha
0 Comments