chalo mohabbat ki naye bunyaad rakhte hain
Khud paaband rehty hain usay aazad rakhte hain
Hamarey khoon may rab ne yehi taseer rakhi hai
Buraai bhool jatay hain acchai yaad rakhte hain,
Mohabbt my kahin hum sy gustakhi na ho jay
Hum apna har qadam us ke qadam ke baad rkhte hain
0 Comments