phir pyar kisay tum kahtay ho

phir pyar kisay tum kahtay ho
khamosh zuban k lafzon main
kuch poshida si batin hain
in poshida si baton main 
kuch chahat ki barsatin hain
in baton ko hum muddat say
senay main chupa ka baithay hian
kuch pay bina kuch kho daina
yah piyar main hum nay seekha hai
soraj main chand sitaron main
har shay main tmhi ko daikha hai
dharkan main bhi naghma ban kar
sagar ki tarah tum bahtay ho
phir piyar kisay tum kahtay ho?
phir piyar kisay tum kahtay hoo

Post a Comment

0 Comments