Kabi Andherey, Kabi Ujaaley
Mohabato'n ke safar Niraaley
Ajab sahaara bana hai wo bhe
Kabi gira dey, Kabi Utha ley
Wohi samander, Wohi Kinaara
Kabi Dabo dey, Kabi Bacha ley
Main apney Zakhamo'n ko see to lon ga
Wo apna Khanjer to azma ley
Main Lamha Lamha Pigel raha hon
Osey kaho ab Nazer hata ley....!!!
Mohabato'n ke safar Niraaley
Ajab sahaara bana hai wo bhe
Kabi gira dey, Kabi Utha ley
Wohi samander, Wohi Kinaara
Kabi Dabo dey, Kabi Bacha ley
Main apney Zakhamo'n ko see to lon ga
Wo apna Khanjer to azma ley
Main Lamha Lamha Pigel raha hon
Osey kaho ab Nazer hata ley....!!!
0 Comments