Do ghari Neend sula do mujh ko
Ek neya khowab dikha do mujh ko
Na paunch paon main chaltey chaltey
Aisy manzil ka pata do mujh ko
Zindagi Talkh hoi jati hai
Ab na Jeeney ki Dua do mujh ko
You'n hee kam ho gi Jalan Aankho'n ki
Tum zara aur rula do mujh ko
Juram to koi na sabit ho ga
Be-gunaahi ki saza do mujh ko...!!!
Ek neya khowab dikha do mujh ko
Na paunch paon main chaltey chaltey
Aisy manzil ka pata do mujh ko
Zindagi Talkh hoi jati hai
Ab na Jeeney ki Dua do mujh ko
You'n hee kam ho gi Jalan Aankho'n ki
Tum zara aur rula do mujh ko
Juram to koi na sabit ho ga
Be-gunaahi ki saza do mujh ko...!!!
0 Comments