Ik Kayamat ki Kharashain mere cheray pe sajeen
Ik mehsher mere ander se utha tere baad
Tu k simta to rag- e -jaan ki hadoon main simta
main k bikhera to sameeta na gaya tere baad
milny waly kaee mafoom pehan k ayee
koi chera bhi na ankho ne parha tere baad
ye alag baad hai k afsana howa tu warna
main ne kitna tujhy mehsoos kiya tera baad
meri dukhti howi ankho se gawahi lyna
main ne soocha hai tujhy apny siwa tere baad
jaan e mohsin mera haal yhi mubham saterain
shair khenay ka huner bhool gaya tere baad..

0 Comments