Ruthna khafa rehna ya wafa nhi hoti

Ruthna khafa rehna ya wafa nhi hoti

chahton main logon se kya khata nhi hoti

sub ko ek jesa kyun wo samjhne lagti he

kyun k sari dunya to bewafa nhi hoti..

har kisi se yari har kisi se waade....

pyar karne walon main ye adaa nhi hoti

be-naqaab chehre bhi ek hijaab rakhte

haisirf saat pardon main to haya nhi hoti

sab kuch kho dia uske pyar main hum ne

kya ye bhi chahat kiinteha nhi hoti



Post a Comment

0 Comments