Hum na samjhey teri nazron ka takaza kya hai

Hum na samjhey teri nazron ka takaza kya hai.
kabhi jalwa kabhi parda yeh tamasha kya hai…
mujko madhosh sa ker rakha hai teri ankhon ne..
warna saaki tere mey khanay main rakha kya hai…
dekh lena terey majnoo ka kaleja kya hai.
Khaak main mil k b kehta hai k bigra kya hai..
ye surahi sa badan le k mere pass na aa.
Mein sharabi hoon sharabi ka bharosa kya hai..a
pne honto ko mere honto se choone to de.
ek do ghoont se botal ka bigrta kya hai..


Post a Comment

0 Comments