Zindagi Ka Dar Lekar InQalaab Aaya To Kya

Zindagi Ka Dar Lekar InQalaab Aaya To Kya,

Ek Josheeda Pe Gurbat Mein Shabaab Aaya To Kya,

Ab To Aankhon Par GaM-E-Hasti Ke Pade Pad Gaye,

Ab Koi Husn-E-MujasiM BenaQab Aaya To Kya,

Khud Chale Aate To Shayad Baat Ban Jaati Koi,

Baad TarQ-E-AshiQui Khat Ka Jawab Aaya To Kya,

Muddaton Bichhde Rhae Phir Bhi Gale To Mil Liye,

HuMko SharM Aayi To Kya Unko Hijaab Aaya To Kya,

Ek Tajali Se Munavvar Kijiye Qatl-E-Hayat,

Har Tajali Par Dil-E-Khana Khabar Aaya To Kya,

Matala-E-Hasti Ki Saazish Dekhte HuM Bhi,

HuMko Jab Neend Aa Gayi Phir Mehtaab Aaya To Kya...

Post a Comment

0 Comments