tub bhi aao na

~tub bhi aao na mujha had sa guzarta daikho,
apni ankhon sa aik ajnabi pa mrta daikho,

~ma aise hi tanhai me nhi roya kerti,
aao mare angan ko baharon main ujarta daikho,

~kis qadar pyar se hawaon ne chua tha jissay,
aao us phool ko baharon main bekharta daikho,

~yun na samjho gay mare shiddat e jazbat ko N.N,
meri raton ko bas tanhai main guzarta daikho,

Post a Comment

0 Comments